**Hum Ne Bhi Mohabbat Ki Thi Magar
kuch bhi na mila hasrat ke siwa
tum ne bhi hamain ilzaam diya
kiya kahiyay isay qismat ke siwa
suntay thay wafa ju kertay hain
inaam e wafa paa jate hain
chahat ki nazar rakhne wale
chahat ka sila paa jate hain
dekha tu koee anjaam nahin
ulfat ka ham ne nafrat ke siwa
aisa tu kabhi sucha bhi na tha
tum ham se juda hu sakti hu
jis dil pe thaa itna naaz tumhain
os dil se qafa hu sakti hu
chaha thaa tumhara piyar magar
kuch paa na sake tuhmat ke siwa
**
very nice :k:
humm
Khoob. :)
kiya kahiyay isay qismat ke siwa …
V.Nice Dania…![]()
Buhat khoob
nice :)