Re: Hum nay bhi lautnay ka iraadah nahe kiya......!!!!
dukh orhtay naheen kabhi jashn-e tarab main hum
malboos-e dil ko tan kaa libaadah nahe kiya
jo Ghum mila hai bojh uthaya hai us ka Khud
sar zair-e baar-e saaghir-o baadah nahe kiya
waah kamal ki shairee