Uss ki yaad hi to hay jo tham’ay howay hay sanss ki dor
Hum musafir to kab ka morr chukay hain zindagi ka morr
Guzarte lamhon ki her ahaat par chonk utt’thay hain Azad~
Dastak e waqt e rukhsat hay? tuu hay? ke aaii aik sanss or
Adab

Re: Hum musafir
ufffffffffffffff:nook: kiya yeh poetry hai :topic: :o
Guzarte lamhon ki her ahaat par chonk utt’thay hain Azad~
Dastak e waqt e rukhsat hay? tuu hay? ke aaii aik sanss or
:k:
Re: Re: Hum musafir
pata nahi
asslamolikum
khoob
umeed hay k aap aur bhi accha likh saktay hain
good luck
khush rahen
Re: Hum musafir
yaaar azad bhai bohat khoub, i really liked it. keep it up :k:
Re: Re: Re: Hum musafir
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
pata nahi
[/QUOTE]
Pata karoo na phir yaar mujahay tu acha laga jo behi aap nay leekha hai
[QUOTE]
*Originally posted by asmy: *
asslamolikum
khoob
umeed hay k aap aur bhi accha likh saktay hain
good luck
khush rahen
[/QUOTE]
Jee aap ka hukam sir aankhon par
Re: Re: Hum musafir
Nawazish chodhry jee, Nikah mubarak ho
wa hw wah wah
geeo share geeeoo :k:
Re: Re: Re: Re: Hum musafir
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Pata karoo na phir yaar mujahay tu acha laga jo behi aap nay leekha hai
[/QUOTE]
Dilsay jee pata to hoshmando ko hota hay ... hum beghar .. ujarr haal alam e madhoshi main bhala kaisay kiss ki rakhain khabar.
Yeh to na shairi hay, kalam na bayan ....
buss aik lamha hay jo chora kar apni kayfiyat ka dard lahasil or karb e musalsal ka l
lekh laithay hain keh shayd kabhi kahain baad humaray
guzar ho kissi ka ...
maqroz hain jiss ki mohabat ke
aik lamhay ko usse mehssos ho tab ..
humaray rang e mohabat pake thay ...
hum apnay junoon main sachay thay,
woh hosh jo un ke saat gay,
na phir kabhi humaray pass rahay
shayd kabhi
kisi lamhay main
baad humaray
Adaab Arz