Sannan
1
**Aaj bhaithay bithay aik masoom sa sawal **
**
mairay zahan mein aaya kah
Hum Tamam Larkay
Ittnay Masoom :LB: , Sharmeelay :hayaa: aur Seedhay Sadhay :salute: Keon Hotay Hain :konfused:**
:aliyish:
LP
2
Sannan
3
Apnay munh mian mithu bananay key aadut apun mein bilkul naheen hay na
Cute naheen Handsome 
LP
4
Re: ♥ ♥ Hum Larkay ♥ ♥
awwwww haan...larkey toh moun miyan mithoon bhi naheen :@: buss apni tareefain dosron ko kerne ko kehte hain :@:
Dania
5
Dania
7
walaikum salaam.. zinda hoon, tum kaisi ho?
LP
8
Sannan
9
Aab kia karian larkian majborr ho jati hain kah kissi tarah ghaas daal dain aur tareefoon par tareefein leekan larkay hotay he maghrour hain 
Sannan
10
pic ko utha kar add kar do 
LP
11
Sannan
12
yah baroon walli larai kaisi hoti hay 
apna bhaar sa munh band karo
Kha pee kar haram kar rahi ho aur pic he naheen uth rahi hay :kurshi:
LP
13
Re: ♥ ♥ Hum Larkay ♥ ♥
aap shareef seedhe saadhey larke hain na pic utha laine ke liye :@:
Sannan
14
Woh tou koi nah koi baychara bhola bhalla panchi phans he jay ga 
LP
15
Re: ♥ ♥ Hum Larkay ♥ ♥
daikhte hain kaun phansta hai :@:
Sannan
16
daikhte hain kaun phansta hai :@:
Leekan mein hoon na :ASA: apnay bhaeon ko churailoon kay chungal say bachanay kay liye
LP
17
Re: ♥ ♥ Hum Larkay ♥ ♥
lets seeeeeeeee kaun jeet ta hai :@:
Sannan
18
lets seeeeeeeee kaun jeet ta hai :@:
Mairay hotay hoi u nahein jeet sakti :ASA:
LP
20
Re: ♥ ♥ Hum Larkay ♥ ♥
toh kya aap saarey din GS pe rehtey hain :(