magar udasi ka sabab bhi batla nahi saktay:teary1:
Re: hum kuch udaas hain
yyyyyyy:teary1:
wo humein phir ek baar chor ke chala gea:teary1:
Re: hum kuch udaas hain
then ![]()
Insan main kuch to himat o hosla hona chahiy Bata nahi sakty keh ker foran bata bhi diya kuch tajasus tu pyda hony diy ahota Awam main:hoonh:
ab kya batlayein aap ko:teary1: aaj yun lag raha hai ke hamari duniya ujar gai
Acha hi hwa ujry gi tu phir basy gi na:D
Re: hum kuch udaas hain
aisa hamesha hua hai aur hota rahe ga.
Eid-ul-Adha hamesha hum pe mushkil guzarti hai
ab wo kabhi wapis nahe aaye ga
Re: hum kuch udaas hain
Kaneezain phir baagh gaein. ![]()
Re: hum kuch udaas hain
**^hasu ji kanezain milli hi kab thin ky bhagtin:D woh ghareeb bakry ki bat ker raha hy:smack:
**
** Agly sal Eid per os ki nasal ka koi dosra mil jaay ga Umeed py duniya qaim rakhu:fifa:**
jee nahi hamara Bakra:teary1:
magar acha hi hua, hamaray paas rehta to bhi mara jata.
magar bakroon say humein khaas lagaao hai
pyar ek baar hota hai,baar baar nahi
Bara afsoos how aham tu samjhy zibah ker ky goshta tanwal ferma ker yad ker rahy hain ye tu bar asaneha guzra Allah agli bar is sy bachay. Koi bakri bhi khareed lijiy ga agli bar phir nahi bhagy ga. Ya abhhi bhi waqat hy bakri ly aao wapis a jay ga:D
yeh aap kya keh rahe hain.kya koi kabhi apnay pyaroon ka bhi khoon kar sakta hai:teary1:
hum bakroon pe qurbaan ,Eid pe hum 20 Onth zabah karvad dete hain magar bakray ki qurbani ka kabhi soch bhi nahi saktay
Murghion ko ap ont kion keh rahy hain:aq:(Aik aam pakistani ki qurbani ki yehi murghi jitni aoqat reh gai hy ham janty hain:D
Re: hum kuch udaas hain
Namakool!! kya hum aap ko ek Aam insan maloom hote hain
Acha huwa na…jaan chuti! Baar baar tang karne se behtar hai ke dafa karke maaf karo!
Re: hum kuch udaas hain
Nahi ji aap tu “special” case maloom hoty hain:cb:
jee honay bhi chahiyein
akhir badshahoon ki shaan alag hoti hai
aap ko tp ek baar bhi tang karnay ka moka nahi mila humein:shikra: