Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

qalam torny sy taqdeer thora badalti hai

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

true. bus dil ko behlane ke liye log kuch bhi karte hain

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

dil hai k bhahlata nahi :whistling:

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

aap k haan koi Mazar nahi?

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

yahan to nahi hai.. pak main bht hain

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

Matlab aap mannaten nahin maan sakti?

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

aurton ko mazaron par jany ki ajazat nahi hai

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

:eek: aap deobandi hain

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

m muslim.. :)

nabi pak SAW ny mana fermaya hai

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

Oh I see, but many women go on Mazars and for Ziarat of places like karbala nad Roza e Hazrat Ali.

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

wahan to qismat main hua to zaroor jayen gy iA

m talking abt other mazars...

its my dream to go to ajmer shreef

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

Did prophet categorised Mazars and told where to go and where not to? :hmmm:

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

nahi.. main kbhi nahi jati.. unhon sub mazaron sy mana kiya hai... ajmer shareef n makka n madeena i want to go desprately

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

You mean Jhok Ranjhan de jana naal mere koi chale

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

lol... nall jany waly bht hain... qismat jub ly chaly

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

Qalam per ghussa nikalan achha nahin. :nahi:

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

shukar karen aas paas ke log mehfooz rahe

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

be-vafaaii par to mujhe is gaane ke chand bol yaad aa jaate haiN:
**
agar be-vafaa tujhko pahchaan jaate
Khuda kii qasam, ham moHabbat na karte!**

baqaul kisii shaa'ir ke sawaal yeh hai uThtaa hai k kia moHabbat kii jaatii hai yaa Khud ba Khud ho jaatii hai?

Re: Hum ko maloom tha anjaam e mohabbat

Muhabbat bin bulaya mehmaan hai, jo iftari ke pakoron ki khushboo soongh kar aa jata hai