HUM KIYA KARTAY!!!!

hum kiya kartay
kis rah chaltay
hur taraf kaantay bikhray thay
un rishton kay jo chhoot gayay
un sadiyon kay yaaranon kay
jo ik ik kur kay toot gayay
jis rah chalay jis samt gayay
yun paaoon lahoo lahaan huay
sub daikhnay waalay kehtay thay
yeh kaisee rait rachaee hai
yeh mehndee kiyoon lagaee haui
woh kehtay thay keh kiyoon
qeht-e-wafa ka nahaq charcha kartay ho
paaoon say lahoo ko dho dalo
yeh raastay jub at jaayain gay
sau rastay in say phootain gay
tum dil ko sanbhalo jis main abhee
sau tarha kai nishtar tootain gay!!!

Ahhhh…one of the greatest nazms of Faiz
I have always found muyself in love with!!!
Thanx very much isfandyaar for sharing

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


MeiN pal do pal ka shaaer hooN…

Nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

Nice ...


Even If You Are Basically Stupid
You Can Still Meet Nice People !

/tum dil ko sanbhalo jis main abhee
sau tarha kai nishtar tootain gay!!!!!
/

Excellent choice....and hey its very true.


Khud piyaas ka sehra hooN magar dil ki yeh zid hai
Har dasht pe sawan ki tarha toot ke barsooN