Dilsay
1
Tari mohabat nay maghroor kiya hum koo
Warna hum khak nasheen howa kartay they
Zamanay nay sub kuch sheen liya hum say
Kitna acha tha jab tari bahoon main raha kartay they
Tari judai nay kar diya hai madhosh mujahay
Hum behi kabhi hosh main raha kartay they
Mushuratain bantay phirtay thay joo sub main
Is zamanay main asay insane behi howa kartay they
Moun phair ka kis nafrat say gaya hoo tum ajj
Hum kabhi tari nazroon main raha kartay they
by: Dilsay
Re: Hum khak nasheen howa kartay they
Wonderful Dilsay … Keep writing :k:
Wonderful brother :k: :k:
keep it up :~)
Moun phair ka kis nafrat say gaya hoo tum ajj
Hum kabhi tari nazroon main raha kartay they
bhut aa’la …:k:
Daagh
6
"" Teri mohabat nay maghroor kiya hum koo
Warna hum khak nasheen howa kartay they ""
nice one dilsay...bahot achche...
very niceeeeeeeeeee…KEEP IT UPPPP! :k:

system
8
Zabardast, bohat achi hai 
:k::k:
nikii
12
Re: Hum khak nasheen howa kartay they
[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
**Tari mohabat nay maghroor kiya hum koo
Warna hum khak nasheen howa kartay they*
Zamanay nay sub kuch sheen liya hum say
Kitna acha tha jab tari bahoon main raha kartay they
Tari judai nay kar diya hai madhosh mujahay
Hum behi kabhi hosh main raha kartay they
Mushuratain bantay phirtay thay joo sub main
Is zamanay main asay insane behi howa kartay they
Moun phair ka kis nafrat say gaya hoo tum ajj
Hum kabhi tari nazroon main raha kartay they
[/QUOTE]
very nice dil say :)
Re: Hum khak nasheen howa kartay they
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Tari mohabat nay maghroor kiya hum koo
Warna hum khak nasheen howa kartay they
Zamanay nay sub kuch sheen liya hum say
Kitna acha tha jab tari bahoon main raha kartay they
Tari judai nay kar diya hai madhosh mujahay
Hum behi kabhi hosh main raha kartay they
Mushuratain bantay phirtay thay joo sub main
Is zamanay main asay insane behi howa kartay they
Moun phair ka kis nafrat say gaya hoo tum ajj
Hum kabhi tari nazroon main raha kartay they
by: Dilsay
[/QUOTE]
Kitne dino sai poetry mai nahen ayi main.Par this is beautiful Dilsay.Couldnt miss a poem by you.ty for sharing.:)