**Be khwab zindagi ka paristar kon tha.
Itni udas rat min be-daar kon tha.
**Kis ko ye fikr thi k mohabbat min kia hoa.
Hum is pe lar rahe the wafadar kon tha.
**So kashtiyan jala k chale sahilon se hum.
Ab tum ko kia bataen k us paar kon tha.
**
**
**
**Ye fesla to waqt bhi shayad na kar sake.
Sach kon bolta tha, adakar kon tha.
**Zamane guzar gaye ye sochte hoe Mohsin.
Min kis ko kahon apna, mera gham-khwar kon tha.
**
**