jo seekha haii aap say seekha hai..hum to ap ko guru mantay hain janab
hum to kuch bhi nahi:o aap ke samnay
jo seekha haii aap say seekha hai..hum to ap ko guru mantay hain janab
hum to kuch bhi nahi:o aap ke samnay
Re: hum hukum jari kartay hain
to me konsa apke peche peche arahi hun..meri bla se:D
shikry bht tez ho tum
Re: hum hukum jari kartay hain
peechay to aaien thi aap jhoot mat boliye
nahi jee nahi, ab tou aap bhi oonchey badshah salamat ho gaye hain, merey hi level par aa gaye hain ![]()
Buss kabhi gharoor nahi kiya aur tez ban-na parta hai ![]()
Re: hum hukum jari kartay hain
pehle kabhi aai hungi..yad nai thek se
to thek he shikry deal phr..tum hero
hum pehlay bhi khud ko aap say ooncha tasleem kartay the
badshah hain hum gupshup ki saltanat ke
:aq: wah itni jaldi bhool gaeen
Re: hum hukum jari kartay hain
bht maza aega naa shikry
han badshah...aap ab kyon ate hain mere peche??
Re: hum hukum jari kartay hain
hum nahi aaye:snooty: hamara rasta bhi wohi hai jo aap ka hai
takdeer janay kyun hum ko milana chahti hai:o
Re: hum hukum jari kartay hain
takdeer nai aap kudhi
koi aur londi jo nai mili hogi
wese hum bhi bata den..ab hum adakara ban chuki hain
Re: hum hukum jari kartay hain
jee nahi hum apni 3sri shaadi say be had khush hain
choothi dhoond rahe hain albatta:shikra:
Re: hum hukum jari kartay hain
tesari begum kon hain apki?
Re: hum hukum jari kartay hain
Badshah salamat hum tou chotey bandey hain, aap hamesha azeem-u-shan badshah rahengey ![]()
Citrine maza tou aaye gaa ![]()
begum nawazish ali ![]()
Re: hum hukum jari kartay hain
unhe badnaam mat karo
woh hamari gehri habibi hain
Re: hum hukum jari kartay hain
u mean ![]()
ok ok ![]()
Re: hum hukum jari kartay hain
yea whtever i mean
yeh aap baar baar kharay kyun ho jate hain?
Muaafi chahta hoon, kal zara pait mein dard tha, aaj afaaqa hai ![]()