Re: Hum Dushman kay…
us peenay aur ISS peenay main farq hay ![]()
*pina to unhi ka peena hay,
jo arsh pe ja ke peetay hain..![]()
jo sabr-o-raza ke banday hain,
wo khoon main naha kar peetay hain,
farmaaya shah nay..
kiya hamko kami hay pani ki…
dikhlayi musallay ke neechay
ek nehr jari thee pani
ghabraaye sikandar saaray,
jab dekhi rawaani paani ki,
shabbeer nay,
hans kar farmaaya,
ye baat tumhain dikhlani thi,
dozakh say,
ham apnay naana ki..
ummat ko chura kar peetay hain…