ham dushman kay dushman tou na bann sakay…
tum hamay dost ka dost tou rehnay dou ![]()
kiya bigarah thaa hamari khoopri nay tumhara
apna nahee tou aur kissi aur ka bhi NA rehnay dou ![]()
Re: Hum Dushman kay…
maine kab mana kiya hai ![]()
Re: Hum Dushman kay....
tum say kissi nay poocha hai??
Re: Hum Dushman kay…
jis se poucha hai phir uska naam likho ![]()
Re: Hum Dushman kay....
ham nay tou duniya walouN say poocha hai.....
agay say tum jaisi MARS ki creatures jawab daynay lagg jaatein hain :p
Re: Hum Dushman kay…
apni khair hai moonchouN wallay uncle ![]()
Re: Hum Dushman kay…
kyun tum special ho kya ![]()
Re: Hum Dushman kay…
aap ko nahi pata..? DM MARS ka hi creature hai..![]()
Re: Hum Dushman kay…
aisey waisey ![]()
aur sunaou DM chacha lighting up my cigar kiya ho raha hai aaj kal ![]()
Re: Hum Dushman kay…
haan emm yeh lady wahin mere saath to hoti hai ![]()
mere samne smokin ![]()
Re: Hum Dushman kay…
DM yeh lou sutta laou tay aish karou ![]()
Re: Hum Dushman kay…
main smoke nahin karta ullo
i m Decent ![]()
Re: Hum Dushman kay…
U r DECENT ![]()
oh yeah, sorry moonchouN kay baray mei bhool gayee thee ![]()
Re: Hum Dushman kay…
tumhen decent nahin lagta kya ![]()
mouchon ko kuch na kehna ![]()
Re: Hum Dushman kay…
aaap ki moooooooooooooocheiN DM shahab…wah kiya kehnay ![]()
Jee Jee App decent lagtein hain bohut ziadah :halo:
Re: Hum Dushman kay…
tumhe abhi bhi nahi pata..? main mars pe nahi.. venus pe rehti hoon..![]()
Re: Hum Dushman kay…
WAH LDH, kiy abaat keh diiiii :bhangra:
Re: Hum Dushman kay…
Evil phatti ke bad tum dosri ho jo meri mouchon ke peeche pari hai ![]()
haan haan lady mere bara bar wala sayyara ![]()
Re: Hum Dushman kay....
DM its ur fault :p
U should have told me in the beginning that U have TAIZ TARAZZ mounchein, which u didnt and it was a shock to see u have mounchein later on :(
Zara watt tou laga kar dikhayein moonchouN ko , magar dayhaan say ...kaheen khud kala baazi na khaa lein :D