hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

**Duniya ka kuch bura bhi tamaashaa nahee raha
Dil chahta thaa jis tarha waisa nahee raha

**Un se mile bhi hum tu judai ke mor par
Kashti huwi naseeb tu dariya nahee raha

Kehtay thay ek pal na jeeyenge tere bagair
Hum dono reh gaye hain woh wada nahee raha

Kaate hain is tarha se tere baad shab-o-roz
Mein saans le raha thaa per zinda nahee raha

Aankhein bhi dekh dekh ke khwab aa gaee hain tang
Dil mein bhi ab woh shauk woh lapka nahee raha…

(lapka= fondness)

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

Buhat Khub!

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

superb Jw nice choice

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

Bohot Khub.

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

good !

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

buhut aala :)

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

[QUOTE]
Kehtay thay ek pal na jeeyenge tere bagair
Hum dono reh gaye hain woh wada nahee raha

[/QUOTE]

what a traggedy :(

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

its Awesome!!!!!!!!!!!!
:)

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

i know :(
hum aur aap aesa nahi karenge ok :D

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

** goodnews, moonmine,sonia,saven, tahreem saheba, daanie- aap sab ko hausla afzaii ka shukriya :)**

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

Nice :k:

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

wo wada he kia jo wafa hho gaya :)

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

zabardast :)

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

hmmm theekh hey JW :-)

Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

baja farmaya aap ne!


Re: hum dono reh gayen hain wo wada nahi raha

thanks shab-e-hijr, bheegiyaad n Gul-t! :)