ghum ki tabahkariyo'N ko kum na kar sakay
koyee ilaaj hum dil-e-barham na kar sakaY
dil keh dyar-e-shauq mei’n jalta huwa diya
lau us ki khawhishaat ki madham na kaR sakaY
saazeena-e-hyat ko chhaiRa tau baaR baaR
suR meiN kisi bhi saa’ns ki sargam na kar sakaY
zakhmo’N ko mairaY go bahut hamdardia’n milee’N
alfaaz mairay dard kaa marham na kar sakaY
rasmo’N nay daalee paao’N maiN zanjeer is tarah
kuch tum na kar sakay kabhi kuch hum na kar sakaY
aa’nsoo diyay kisi nay kisi say milaY fraib
hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
badlay meri hayat ki aik aik saa’ns kaY
mujhay woh pyar faraaham na kaR sakay
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
rasmo'N nay daalee paao'N maiN zanjeer is tarah
kuch tum na kar sakay kabhi kuch hum na kar sakaY
aa'nsoo diyay kisi nay kisi say milaY fraib
hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
[/QUOTE]
veryyyyyyy nice :K:
thanko for sharing :)
Pramod
3
zakhmo'N ko mairaY go bahut hamdardia'n milee'N
alfaaz mairay dard kaa marham na kar sakaY
rasmo'N nay daalee paao'N maiN zanjeer is tarah
kuch tum na kar sakay kabhi kuch hum na kar sakaY
wah Bahna..bahot achhe. Kya baat hai.
daad kubul kijiye..It is really beautiful.
saazeena-e-hyat ko chhaiRa tau baaR baaR
suR meiN kisi bhi saa'ns ki sargam na kar sakaY
good one NikamiJano :)
Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
Beautiful Nikii :k:
Re: Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
veryyyyyyyyy thanku chando g…:french:
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
zakhmo'N ko mairaY go bahut hamdardia'n milee'N
alfaaz mairay dard kaa marham na kar sakaY
rasmo'N nay daalee paao'N maiN zanjeer is tarah
kuch tum na kar sakay kabhi kuch hum na kar sakaY
wah Bahna..bahot achhe. Kya baat hai.
daad kubul kijiye..It is really beautiful.
[/QUOTE]
shukria Pra g hamin pata tha ap ko tu zaror achi lagey ghi .....keep smilling :)
Re: Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
capo nikii tu beautiful hai he koi shak 
thanks kashish sis G-e-T and SB......:)
Re: Re: Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *
capo nikii tu beautiful hai he koi shak ;)
[/QUOTE]
Kaunsee walee?;)
Re: Re: Re: Re: hum dastras meiN wasl kay mausam na kar sakaY
[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *
Kaunsee walee?;)
[/QUOTE]
wohi asli wali ;)
[QUOTE]
*Originally posted by saby: *
cool, very well
[/QUOTE]
thanks saby...:)