hum bhi taleem hasil karein ge

humein achanak taleem ki ahmeyat ka andaza hua hai.
is liye sochtay hain ke karobari intezaam main kunwaargi(Bachelors in Business administration) ki taleem hasil karein:shikra: aur kya maloom jamia main hamari koi mustaqbil ki malika say mulaqaat hi ho jae

pehlay hum khud parh like ke naam roshan karein ge phir sari Qoum ko parhayein ge:shikra:

:jhanda: hamara azm..Parha likha guppistan

Re: hum bhi taleem hasil karein ge

Mujhey lagta hai apka zor perhayi se zyada apni malika dhoondhna hai.

Re: hum bhi taleem hasil karein ge

ek teer say do shikar karnay main burai hi kya hai??:shikra:

Re: hum bhi taleem hasil karein ge

koi burai nai hai lgay raha one day u will success in ur mission. i hope so.

Re: hum bhi taleem hasil karein ge

wo sab to theek hai badshah salamat but ap ko addmission de ga kon?

Re: hum bhi taleem hasil karein ge

lagay raho munna bhai.:shikra: