HUm Asasa hain...

**

Hum Asasa hain waqt ka logoo

Jald bazi main mat gawa dena

**:stuck_out_tongue:

Re: HUm Asasa hain…

Negative Assets :snooty:

Re: HUm Asasa hain...

gardish me he jo dunia toh raat aur din hai
in andhero ujalo ka har lahza waqt kelata hai

kabhi meethi yaad bankar hasaata hai
toh kabhi guzra waqt humko rulata hai

dunia ke har shai hai waqt ke kabze me
har cheez ko waqt apna ghulam banata hai

maana kismat me jo likha hai woh milega
lekin waqt se pehle kahan kuch milta hai

jis waqt saans chale us lamha zindagi hai
jab waqt khatam hojaye toh maut kehlata hai

jis par waqt meherbaan hai who abad hua
tabaah kar deta hai jo qahar dhata hai

karlo tum bhi is wakt ki qadar Rafat
ye khwabo ko haqeeqat banaata hai

Re: HUm Asasa hain…

karlo tum bhi is wakt ki qadar
ye khwabo ko haqeeqat banaata hai

:k:

Re: HUm Asasa hain…

^jo main bananey jarahi hun inshallah :chilly:

Muqa bhai ye negative assets kahan se hai :emmy:

Re: HUm Asasa hain…

ok fully depreciated assets like Karachi ki public transport

Re: HUm Asasa hain…

Tab tu theek hai :cb:

Re: HUm Asasa hain...

:)