Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

Andheri Raat Main Rehte To Kitna Acha Tha
**Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

**
Dukhon Nain Baant Liya Hai Tumhare Baad Humain,
Tumhare Hath Main Rehte To Kitna Acha Tha..

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

lovely :lajawab:

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

Bohat Umdah..........

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

Wasi Shah ki book main Haath ki bajae Haat kiyun likha huwa hai?

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

Je, Lekin mujhey Haat Kuch Samajh Nahi Aya, Apko Pata hai ?

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

buhat ala :k:

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

kabhi suna nahin.. ya to qafiya milane ko hai ya Wasi Shah totla ho gaya tha us waqt :p

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

Typing Mistake bhe ho sakti hai... proof reader ki galti bhe ho sakte hai

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

:hmmm: ye bhi hai

Re: Hum Apni Zaat Main Rehte To Kitna Acha Tha

Very nice. :k:

wah