hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

Re: hum apna heR qadam us k qadam k baad rakhtey haiN

Kya baat hey Koyal ji…sawaad aa gaya…kya qat’a ataa farmaaya hey aap ney :lajawab: … amooman kitney dinoN meiN aesey qit’aat dhoondh nikaalti heiN aap? :@: