Re: How often do you pray?
mashaAllah kia baat hai aap sab ki
yanee sharaam tu kisi ko choo kay bhi nahee guzree sab kitnay fahaar say bata rahay hain koi ek waqat koi 2 waqat tu koi partaa hi nahee ......... or agar koi un ko sahee baat bata raha hai tu us pay behass kar rahay hain or fozool reasons day rahay hain yeh maloom hi nahee kay 1 namaz chornay ka kitnaa bara azaab hai namaz 7 saal say farz ho jatti hai yane 7 saal kay baad aap ki namaz naa parhnay pay saza tu...
sara waqat net tu use kar saktay ho lakin uth kay namaz kay waqat namaz nahee parh saktay
sharaam karoo tum sab
may be Right, but this is not the way to teach. you think by insulting others you can make them pray?
Or do you want us to lie abt how often we pray?