Re: HOW MUCH YOU LOVE PAKISTAN???
afsos ha ap jeso per sirf 14 august ka din hi ham pakistani banta hein.kia ham pakistan mein nahee rehta .sirf 14 august ka din hi reh gia tha ghanda lana ka lia.hamien indian sa sabak hasil kerna chahia wo apna watan sa kitna pyar kerta hein .mein chahta hoo ka pakistan mein bhi watan sa mohabbat ka jazba peda kero .kaash mein is mein kamiab ho jao