How many you men

Re: How many you men

Dekhain behan, yeh Pakistani mard ki fitrat hai. Andar hi andar say un kay liye Rishi Kapoor ki tarhan ganay gana, aur bahri tor pay biwi ka mazaq urana. Itna ghussa na karain.