Qaseeda to Ghaliban Tareef ko kehtay haiN na… ![]()
Fidvi ne tou Bas Alfaz anayat karny ki Guzarish ki Jasarat ki thi… Chahay Qaseeda ho Ya hijoo… Hum.. ko Qanaat Pasnad hi Payengi.. ![]()
Qaseeda to Ghaliban Tareef ko kehtay haiN na… ![]()
Fidvi ne tou Bas Alfaz anayat karny ki Guzarish ki Jasarat ki thi… Chahay Qaseeda ho Ya hijoo… Hum.. ko Qanaat Pasnad hi Payengi.. ![]()
ghaliban nahi yaqeenun tareef ko hi kehtay hain ![]()
hehe, acha jee hum kuch alfaz aap ko anayat ker deitey hain ![]()
haan tou aap ka signature bohat khobsurat hay, bohat pyara hai, Allah isse nazr-e-bad se bachaaye… aur aur samajh nahi aa raha
ye kafi hay? ![]()
Mandarja Bala paragraph maiN aap ka Ishara.. nazreBad se.. Muhtaram AdmiN Bhya tou naheeN na… ![]()
hehe haan shayed mera ye hi mutlub tha :rotato:
jab aap ko milti hai, tau phir uskay baad wali baat batanay ke laiq nahiN hai kya? :-|
Bas… ALLAH bachanay wala hay.. banday Kiss Qabil haiN..
Now.. i am Searching for.. some sort of.. HARMAL KI DHOONI for it… So.. Nazar na lagay…
Wesay.. maiN ne KALA rang tou Daal dia hay… Suna hay.. KALY ko nazar naheeN lagti.. ![]()
harmal ki dhooni kya hota hay? ![]()
hehe, haan sahee.. iss baat per tou mujhey bhi yaqeen hay ![]()
Meri Jaan… U know.. How Lucky I am…
Mujhay Jo Bhi milti hay… bas… Akhri dafa Milti hay.. ![]()
Na Pyar kiye na Iqrart kiye.. na RoThay na Takrrar kiye…
Ye Milna Bhi Koi Milna hay… Ke Aye… Aur Chal Diye… ![]()
And.. AMit Uncle ne farmaya…
Ye MIlna Bhi Koi MIlna hay Lallo Hummm ![]()
Ye tou Mujhay Bhi naheeN pata ke kia hota hay… BUT…
Kissi baRa BooRay siyanay se suna tha .. Ke.. harmal Ki Dhooni Denay se.. Nazar TooT jati hay…
Hum… baRooN ke kehnay ka ThaaK se yaqeen kar letay haiN.. ![]()
nice signature Allah kare aap k profile per bhi restriction lag jaye ![]()
kulfi
lol @ signatureless
jee jeee itney hi farmaNbardaar hain aap :halo:
Sahi kaha hay kissi ne..
With FRENDS like /\ who needs Enemies… ![]()
PS: ADMIN UNCLE… Plz… Mujhay RULE naheeN pata… If U dont wan it… I will remove it Like Shareeef Bacha.. BUT.. DONT lock my Profile okie… ![]()
Aray…!
Ye tou Universal Truth hay… aap ko naheeN pata.. ![]()
Wo tou.. jab.. I was in Schoool… tou… Hum ko Khat likhna Sikhaya jata tha…
and…
Akhir maiN likha Jata tha…
App Ka Farmanbardar Beta…
XYZ
HENCE PROVED.. Hum School ke zmanay se farmanbardar haiN ![]()
:nono: I am gonna tell on you.
oh ho woh tou teacher hi ye hi kehtay thay likhney k liye..
ab likhney se tou koi farmaNbardaar nahi ho jata na :halo:
haan ab gharr aagaya ..
..
mujy khod se pata tha
…
wait till admins see this ;)
Kiss Se… ![]()
Tou Kesay hota hay Farmanbardar… humm.. ![]()