[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Allah bachanay wala hay.
[/QUOTE]
Bas... ALLAH hi Bacha Sakta hay.. baqi tou Koi Chance naheeN.. :D
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Allah bachanay wala hay.
[/QUOTE]
Bas... ALLAH hi Bacha Sakta hay.. baqi tou Koi Chance naheeN.. :D
Ghaliban signature kuch is tarh hogi:
http://gim.gupshup.org/gal/H/Signature0_2926963.JPG
Jab bhi Milti hay Mujhay… :bailan: say darrati hay…
Jab main shadi ki baat karta houn tou :Pretty: sharma jaati hay…
![]()
abrar ka samnay mei danse nai karti
..
He said he dont like ladies dansing
..
ps:
…
Aray Ranger Bhai… aap ke muN maiN Rasgulla, laDoo , Gulab Jaman, Barfi watever U want…
Kaash ke Wo Sharmati… Wo tou… Seedha Seedha.. Qatal Karny ka Irada kar leti hay :bummer:
Aray Wo Ustaad hay ![]()
kion :halo:..
Iss maiN kiuN ki kia baat hay… wo ustaad hay na… ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Golden Scorpion: *
Bas... ALLAH hi Bacha Sakta hay.. baqi tou Koi Chance naheeN.. :D
[/QUOTE]
Beshaq kiyon ke ARV or Afhgan ka koi ilaj nahi
no he is not :halo:..
fantastic!!..![]()
ARV Bolay tou ![]()
O yar… Next time milay tou pooch lena… He will tell ya ke… He is Ustaaad ![]()
Like U na… ![]()
^…
really?..![]()
Ustaaad means teacher :halo:..
No he s not teacher ne more :halo:..
acha hay :D
Aray TumahiN shak hoga.. Mujhay NaheN hay :love:
![]()
Ye tumhaiN kiss ne bataya ke… Ustaaad meanz… Teacher ![]()
VIVO… Words Ki itni Kanjoosi… ![]()
Aray Bura bhali hi Keh deti.. BUT.. kuch.. Words tou Inayat hotay na ![]()
ab kya iss ki shaan main qaseedey likhna shuru ker doon
kaha tou hay k acha hai, kafi nahi :halo: