Re: How Important Is GS In Your Life?
Koi buri baat nahi milna, mainne khud flirting ki hai on GS, mainne to openly ishq laraya tha, phone par batain ki, it was fun, acha time pass hoa, maine kab kaha …magar tareeka ghalt hai. Success rate dekho online affairs ka to the majority will always have a bad ending, kiyonkay “real online” stuff is not real, insaan ki nature hai apna bura chupana aur acha dikhana, so its wrong way of geting to know someone. Tukkay mai ofcourse sometimes tukka chal jata hai and ishq kamyaab ho jata hai, but we are talking about the majority, and ziyada tar log SIRAF AUR SIRAF CHASKA LETE HAIN. Kitne shadi shuda log hain forums par? Unki beewian Kidar haiN? Ya jo shadi shuda beewiaN , unke khawand kidar haiN? Aisi kya zaroorat par gayi kay wo idhar a kar smilies banaiN aur moj mastiaa karaiN? Jitnay haiN ham sab ko pata hai, aur kon khawand bardasht karay ga kay uski beewi khul-e-aam post karay? Kitne aise couples haiN jaha dono mian beewi khul-e-aam post karte hain? The fact is log chupatay haiN bataiN
*
*but thats not the solution to escape like a gumshuda bakri on forums…with no nisbul-ain, you move with ur society ajkal kay zamanay mai har koi school, college jata hai, ham ab 1942 kay zamanay ki baat nahi kar rahe jaha bara bhai bodyguard ban kar behan ko college kay gate tak chorne jata hai angraizo say bach bach kay. Had hai Kasmaaaaaay
*