Hospital Anxiety

Re: Hospital Anxiety

I can’t believe you are not understanding what I am saying :eek: chalo mein Urdu mein kah deta hoon, shayad samajh aa jaye :cb:

Mein kah raha hoon k sirf C-Section aik aisi surgery hai jiss mein mareez ko bayhosh nahi kiya jaata kyon k mareez ka hosh mein rahna zaroori hota hai. Ziada tarr doosri jarrah (surgeries) mein mareez ko bayhosh kiya jaata hai. Mein jaanta hoon C-Section mein kia hota hai aur kaisay hota hai kyon k mein TV par dekh chuka hoon. Lekin hum iss waqt exceptions ki baat nahi kar rahey, hum doosri surgeries ki baat kar rahey hain jinn mein mareez ko bayhosh kiya jaata hai (operation threater jaaney sey pahley).

Unless Natalia is having a C-Section :cb: