Hosla

Main tujhe kho ke bhi zinda hoon ye dekha tu ne
Hosla kis qadar haare huwe insaan main hai


Restored attachments:

Re: Hosla

Hosla Kro Brother! :hug:

Re: Hosla

Waleed aya mera jigar :hug:

Re: Hosla

:hug:

Re: Hosla

Yahan pe gale mile ja rahe hain

Yeh nahi k Us bichari ko chup karaden:smokin:

Re: Hosla

Hauslah agar baaqii rah gayaa to vo haaraa huaa kab huaa/ :D he is still in the process to win! :) lagtaa ahi mausoof 'ummeed e farda' pe takiya kiye baiThe haiN k shaayad unkaa raqeeb aaN-jahaanii ho aur unkii ummeed kaa diyaa ek baar phir se lau de uTThe! :D

Re: Hosla

Woh hosla reserve ka hai miyan

I mean Emergency Rescue:smokin:

Re: Hosla

aapko baRa pata hai :hmmm:

Re: Hosla

Knowledge hai Miyan

Koi mazaq nahi

Re: Hosla

wah chhoray wah kia dard hai teri baat main
lagta hai kahin door se aya hai tu
apnon ki mehfil main paraya hai tu

Re: Hosla

Wow:clap:

Re: Hosla

:hat:

Hosla bhai hosla

Re: Hosla

Reserve wala

ya tank wala:smokin:

Re: Hosla

Bohat Umdah......:(