Hosla to bohat deti hai Mohabbat bhi

Pani ki lehron pe harf-e-bayan likhna chor do,

Sahil pe rait k kachy makaan banana chor do,

Chaho to besbab chaho Humain warna,

Meri mano to chahat k asbab banana chor do,

Zamana naam hay mushkilon or nafraton ka,

Mere liye zamana ya Mujhy zamany k liye chor do,

Hosla to bohut deti hai mohabbat bhi nafrat bhi, WASI

Mujhay panay ki koshish to karo chahay hasil kar k chor do…

Qaid-e-Tanhai.

Re: Hosla to bohat deti hai Mohabbat bhi

Very Nice BM..:k:

Re: Hosla to bohat deti hai Mohabbat bhi

:nono: Chhor de dunia kisi ke liye, ye munasib nahin aadmi ke liye :emmy:

Re: Hosla to bohat deti hai Mohabbat bhi

i like it :k:

Re: Hosla to bohat deti hai Mohabbat bhi

Devi ji.. shayar aap ki iss karam farmai ke liye marte dum tak mamnoon rahe ga :)

Re: Hosla to bohat deti hai Mohabbat bhi

no problem :snooty:

Re: Hosla to bohat deti hai Mohabbat bhi

apne ego and satisfaction ke liye koshish karo and once its fulfilled chor do
:nono1:ye achi baat nahiiii