hoosh waloon ko khabbar kia bay khudi kia cheeez hai
eeshek kee jayee phir samajeye
zindagee kia cheez hai
aaahhhhhhaa kia baate khayee hai aaaahhaa ![]()
hoosh waloon ko khabbar kia bay khudi kia cheeez hai
eeshek kee jayee phir samajeye
zindagee kia cheez hai
aaahhhhhhaa kia baate khayee hai aaaahhaa ![]()
wah wah
hum laboan say keh nan payae un say halay dil kabhe
aur woh samjhay nahin yeah khamoshi kiya cheze hay
a very beautiful ghazal.
Wah..
yar puri nazam tu liktay na..
ps..thanks for sharying :k:
here is puri nazm ulluji sahab
hosh walon ko khabar kiya baikhudi kiya cheze hay
ishq kijiyae phir samajhiyae zindagi kiya cheze hay
un say nazrain kiya mile roshan nigahain ho gayae
aaj jana piyaar ki jadugare kiya cheze hay
khulte zulfoan nay sikhayae mosmaon ko shairee
jhukte ankhoan nay bataya mai kashe kiya cheze hay
hum laboan say keh nan payae un say halay dil kabhe
aur woh samjhay nahin yeah khamoshi kiya cheze hay
Hammad bhai pori nazm/ghazal/gana post kurna tha na ![]()
thakx ALL
VV A PH HH
PS: HH mayre pass abhi itni tiome nahi hai magar jo sher acha laga to send kar diay ![]()