Hoo'oo !

Insha Jee kay raang mein kuch liknay kee ek naakam si khooshish !

Jeee chahay tu sooo soooo batien
Jee obey tu dhutka’ray hoo !

Khabee lay loo tum Jaaan humari
Or khabi yea hum pay waray hoo

guusay mein ho khabi . Aaag bagoola
khabi pyaar say tum puchka’ray hoo

khabi juda juda hoon Rahain aapni
khabi rastay saray , humaray hoo

tum khoob jano , kyun is Juug mein
tum he eek humain maan pyaray hoo

kiss baat pay naaak yea oonchi hai
Tum konsa Jhanda Gaah’rray hoo

Kay baat ka yea Gurror miaan
Tum konsi baazi maray hoo

ghum nah khushi , ishq ki bazi
Tum jeetay hoo na haaray hoo

Tum Kahan kay waaali Raaja hoo
Kay mulak say tum paa’daray ho

Nah shaakal mein Yusufay saani tum
Na roop mein gooray naaraaay hoo

Kon tumhay chahay hai yaaahan
Kin ankhoon kay tum taraay hoo

Kaay baat ko rotay roz miyan
Kiss ghum kay tum dukh’yaray ho

Kyun Us Aana ki mari Ek larki ko
Is pyaar say rooz puka’raay hoo

Ho ishq ki roz .pooja paat karo
or husaan kee aaarti ottaray ho

Sabhi Joogi banay , ghomain nagar nagar
Serif tumhee ek nahee banjaray hoo

(Aliyish)

Re: Hoo’oo !

nice effort! thanx for sharin with us :k:

Re: Hoo'oo !

Thanks Ali !

Re: Hoo'oo !

achee hai:)

Re: Hoo'oo !

^^ kia kaha ? kacheee hai ?

Re: Hoo'oo !

ab tak to pak jani chahye!

Re: Hoo'oo !

mein too app ki fan ho gayee hoon aliyish ..............bohat acha likhtee hain.................keep it up...............

Re: Hoo'oo !

Shukriya :) lakin Ap acha hai kay Anu bahi ( Anwaar Qureshi ) ki faan ban jaain :0 woh naa.aay liknay waloon ko issslaa bee daytay hain . App ka liknay ka shoaq be poora hota rahay ga ! :)

Re: Hoo'oo !

janab app ki urdu kharab hai kya???????
arz kiya tha.............achee (good) hai