can u see it ? on upper lip left side?
![]()
![]()
can u see it ? on upper lip left side?
![]()
![]()
![]()
ab yeh naubat aa gai hay ![]()
P.S
TILL kay ooper buhat kuch kahaa hay shaaeroon nay
tairaay mukhraay daa kala kala till vay
( okay this is not mukhraa)
Garr siyaah bakht hi hoonaa thaa naseeboon main mairaay - Zulf hootaa tairaay rukhsaar par ya till hootaaa
again this is not rukhsaar
anyway jony puttar
iss ka roona nahin kiyoon tu nay kiyaa dill barbaad - iss ka gham hay kay buhat dairr main barbaad kiyaa
aai kuch aqal shareef main ![]()
aqal shareef hogi tu aye ga na
aaphi samjha do
![]()
wese vi nazar kithey lagni si :p
chand tey howey tey gal vi hai :p
jk
samajhmein nahi aya …
ye sab loog behki behki batain kiyon ker rahey hain ??![]()
![]()
lagtaa hay pic main koi aisee cheeze hay jissay daikh kar nashaa a rhaa hay
![]()
who has got such red lips !!? :D
thts how red mine are mostly!
It seems keh after some days there will be pis like
Mera left ear lobe
*My right hand's ring finger's nail *
and so on :D
UFFO Moonstar , main isi chaker main ake pic lagaanay jaa rahi thi sochha pahlay reply perh loo:Dor tum nay:smash:
Main ne mana to nahi kia aap beshak Right nostril ki pic post kar dain ![]()
![]()
Rolla kion paa rahe hain jee
nahin jee main kaha Rolla paa rehi ho…Main to heraan ho ghay pic dekh hai …
Kion kia aap ne hoont nahi dekhe ya til nahi dekha. Ya phir ..
![]()
Main kia jony putar ay kayri surkhi lai jay? ![]()
mairaa khayaal hay jony nay soonf khushboo kaa paan khaa kar pic khinchvai hay ![]()
cherry lips... :D
[QUOTE]
*Originally posted by Moonstar201: *
Kion kia aap ne hoont nahi dekhe ya til nahi dekha. Ya phir ..
[/QUOTE]
Ufffffffff ho dekhe hai lekin tobha tobha is tarha keh nahin dekhein....
itni wadi boothi ![]()
YaAllah khair, Qayamat ki neeshani ![]()
Rab Rakha
DerVaisH