Re: …Holi…
Congratz :halo:
PM mil gaya aur meney reply bhi kar diya lekin tumhara reply nahi aaya ![]()
Re: …Holi…
Congratz :halo:
PM mil gaya aur meney reply bhi kar diya lekin tumhara reply nahi aaya ![]()
Re: …Holi…
Light chali gaye thi
abhi replY karhe hOon .. sabar ..![]()
Re: …Holi…
Meney phir sey reply kar diya ![]()
Re: …Holi…
Meney nahi kiya ![]()
Re: ...Holi...
:-| kallay kallay
Re: …Holi…
DM baat nahi karo mujh sey
Tumhe aik kaam kaha tha aur abhi takk woh nahi kiya :bash:
yes, woh song wala jiski singer ka naam maloom karna tha ![]()
Re: …Holi…
konsa wala kaam ![]()
Re: …Holi…
DM Yaar wahi jiss par mujhe muft mein nachaya tha…wa purey di khul k aayi … singer ka naam maloom karna tha na ![]()
PD I mean meney koi nayi reply nahi kee ![]()
Re: …Holi…
tum bhi yahi rehti ho tumhen yaad tha to kar nahin sakti thi ![]()
SHikki yara sorry us thread main kisi ne bata to diya tha so i thought ke tumhara kaam shayad hogaya ![]()
Re: ...Holi...
DM tum bhi ja rahY hOo tuesdaY kOo ???
Re: …Holi…
kahan ? mughe kisi ne kuch nahin bataya ![]()
Re: ...Holi...
aww seema apa ki birthday hai na 12 ko tuesday ko yeh log area 51 jayein gay ..
Re: …Holi…
oh really main shayad hi ja paon yar KD bhai ISL gaye howe hain peeche kaam kon dekhega janwar ja raha hai ?
Re: …Holi…
KD bhai ISL kon hain ![]()
Janwar ka BShi bata sakhti hai i dont know
Jony Br tu ja raha hai..
per main nahe ja rahee..
Re: …Holi…
yar ho sakta hai choti party ho is wajah se sabko nahin bataya ![]()
might be seema ne office call ki ho main to resign se chuka ![]()
Koidost = kd my elder bro islamabad gaye howe hain ![]()
Re: ...Holi...
nahe seema apa nai Jony Br ko kaha tha sab ko bata day jo khi main hein sab ko..
JonyBr ko maro pakar k ab ..:p
Re: …Holi…
lolz yeh to phir jhony ka kasoor howa hamara to nahin ![]()
jhony ne nahin bataya ab hum kya karen ![]()