Shaam honay se pahlay lot aana
kisi k naam honay se pahlay lot aana
Ham tare intizaar mai hain jaana
anjaan honay se pahlay lot aana
subah shaam rehti hai tare deedar ki umeed
umeeed ka dya bujnay se pahlay lot aana
agr na lot pao tu bas itna kar dena
mari akhri saans khatam honay se pahlay lot aana.