Ho sakay to..................

Ho sakay to maaf kaar dena ho sakay to bhool jana
Ho sakay to kabhi apna naam tum likna hamaray naam kay baad
Ho sakay to moor kay dekna zindagi ki kitab kay is safhay ko tum
Hum ko tabhi yaad kaar lena jab ho udaas tum.
Ho sakay to na zikar karna kabhi bhi kisi say bhi hamara tum.
Aik hawahish thi hamari maagar abb na kahain gay tum say wo
Ho sakay to jaan lena tum wo tamana jaan lena
Ho sakay to ro lena qabar pay hamari
Moorjay hway phool hi sahi leaky ana wahan us rooz sath tum
Magar yaad rakna yai khiyal dua na karna na hi pashtana
Hum jesoon kay liya apna ap duki na karna.
Ho sakay to hamari yadoon ko bhi hamaray sath hi dafan
Kaar ana!

Bye Subha

Salam,

         Buhat achaa likhtee hein aap .


   Es shart pay kheilon ge piya piyar ke bazee 

   jeitoun tu tujhey paown haroun tu piya teire.


                      Good Luck.

[QUOTE]
*Originally posted by Adeel786: *
Salam,

         Buhat achaa likhtee hein aap .


   Es shart pay kheilon ge piya piyar ke bazee 

   jeitoun tu tujhey paown haroun tu piya teire.


                      Good Luck. 

[/QUOTE]

w/salam

Acha ji.
Thankx.:)

Re: Ho sakay to..................

[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Ho sakay to maaf kaar dena ho sakay to bhool jana
Ho sakay to kabhi apna naam tum likna hamaray naam kay baad
Ho sakay to moor kay dekna zindagi ki kitab kay is safhay ko tum
Hum ko tabhi yaad kaar lena jab ho udaas tum.
Ho sakay to na zikar karna kabhi bhi kisi say bhi hamara tum.
Aik hawahish thi hamari maagar abb na kahain gay tum say wo
Ho sakay to jaan lena tum wo tamana jaan lena
Ho sakay to ro lena qabar pay hamari
Moorjay hway phool hi sahi leaky ana wahan us rooz sath tum
Magar yaad rakna yai khiyal dua na karna na hi pashtana
Hum jesoon kay liya apna ap duki na karna.
Ho sakay to hamari yadoon ko bhi hamaray sath hi dafan
Kaar ana!

Bye Subha
[/QUOTE]

Nice... kafi dard hai aapki shairi main.... :(

very nice sista :hug: :k:

Re: Re: Ho sakay to..................

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

Nice... kafi dard hai aapki shairi main.... :(
[/QUOTE]

thank you ji:)

Or is dill main kiya raka hay........

Thnkx :slight_smile:

bhai sawera aab kay aap ki post parray baghair hi ..... wah jee wah :k

Re: Ho sakay to..................

[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Ho sakay to maaf kaar dena ho sakay to bhool jana
Ho sakay to kabhi apna naam tum likna hamaray naam kay baad
Ho sakay to moor kay dekna zindagi ki kitab kay is safhay ko tum
Hum ko tabhi yaad kaar lena jab ho udaas tum.
Ho sakay to na zikar karna kabhi bhi kisi say bhi hamara tum.
Aik hawahish thi hamari maagar abb na kahain gay tum say wo
Ho sakay to jaan lena tum wo tamana jaan lena
Ho sakay to ro lena qabar pay hamari
Moorjay hway phool hi sahi leaky ana wahan us rooz sath tum
Magar yaad rakna yai khiyal dua na karna na hi pashtana
Hum jesoon kay liya apna ap duki na karna.
Ho sakay to hamari yadoon ko bhi hamaray sath hi dafan
Kaar ana!

Bye Subha
[/QUOTE]

Sighz*

itna dard acha nahi hoota