Re: Ho Sakay To II
These Are All ShareD By Dead Soul Wana Say Thank You For
Participating
lakh douri ho magar ehed nibhatay rehna jab bhi barish ho mera soug manatay rehna tum gayay ho to sar-e-shaam yeh adat thahri bass kinaray pay kharay haath hilatay rehna
zabt ka ehed bhi hai shoq ka paiman bhi hai ehd-o-paimaan say guzar janay ko jee chahta hai dard itna hai k har rug main hai mehshar barpa sukoon itna k mar janay ko jee chahta hai
azyaton k tamam nishtar meri ragon main wo utaar kar bari sadgi say pochta hai k tumhari ankhon ko kia hua
woh keh gaya tha main laut aonga, mera rasta zaroor takna main so gayi hon lehed main lekin, hawa ko nahay sikha diyay hain