Hitting me

First how he learned hitting?

He must have seen any kid hitting his parents so he learned.

Kids pick very quickly so you have to be very careful. Whenever you see any kid doing something wrong infront of your kid tell your kid whatever he/she was doing was very wrong and a bad thing. Kids shouldn’t do that.

How I knew that?

When my brother was I don’r remember 2 or 3 or 4 one of my neighber was raising her niece as her mom was passed away she come to my house and she use to hit her aunty. My brother saw that and learned that.

He hit my mom 1 or 2 days we asked not to do that he didn’t listen so one day my mom hit him hard and he stopped.

How to Stop?

Chamat kay badlay chamat. Aur koi tareeqa naheen samajhtay buchchay.

Aik aur relative kay yahan sub baray baray thay baray bhai ki buchchi. Pehli buchchi thi sub ki pyari thi sub bohat pyar kartay thay. Wo saray khud sub ka mazaq uratay thay burhay jawan, baray kay chotay. Un logon nain buchchi jo karti thi khoob hanstay thay jis main sub say bara contribution uski phuphi aur chacha ka tha baad main maan bhi hansnay main saath ho gai.

Jub koi mahman ata tha to wo unko marti thi sub kay samnay, thook phainkti thi unpay, choonti kaanti thi aur saray baap, maan, chacha, phoophi sub khoob hanstay thay. Shuru main logon nain buchchi samajh kar chup rahay per her dafa her aik kay saath karnay lagi to logon nain bura manana shuru kia phir bhi kisi ko kuch farq naheen para.

Meri bahan to saath hi us ko maar deti thi sub kay saamnay. lol

Phir wo chachu jo sub say ziada hastay thay unki shadi huwi aur unki wife ko marna shuru kia logon kay saamnay marti thi kay mujhay trolly lana tha aur sub kay samnay marti thi to kitchen main jaa kar jhagra shuru ho jata tha aur mahmaan suntay thay.

Phir apas main isi wajah say bhain main itni na chaqi huwi kay sub nain us bhai bhabhi aur bhateeji ko no lift kar dia aur aik ghar main reh kar wo konay main ho gaay. Unhon nain mahmaan ata tha to logon kay samanay hi ana chor dia.

Logon nain bhi khoob bura bhala kaha. Ub to masha Allah wo larki bari ho gai doctor bani apni mehnat say aur shadi bhi ho gai. Per wo kaisay theek huwi pata naheen. Theek huwi bhi kay naheen.

Isi liaay buchchay jub ghalat kaam karain to us pay hasnay say buchchon ko lugta hai kay wo achcha kaam kar rahay hain oar wo kartay rehtay hain. Is liaay ghalat kaam pay kabhi hansna naheen chahyay. AGar loag hon to baad main samjha dena chahyay kay jo aap nain kia ghalat hai naheen karna chahyay ainda na karay to. Aik do baar samjhanay kay baad to. The Best way to teach is a CHAMAAT.

Chamaat policy rule.

Time out say buchchay sudhartay naheen hain wo waqti rokna hota hai. Jub koi bemari hoti hai to us ka bahtareen ilaaj ussay jaar say ukharna hota hai dabana ya waqti roakna naheen.

A CHAMAAT A DAY KEEP THE KID BIGRING AWAY. LOL