Dekheye problem girl sahiba !
Hamain aap ki yehi adaain tu ghayal karti hain ![]()
Apki niqaab se jhankti bari bari ankhain
Aapki sharm-o-haya
Apka nazrain churana ..
Apka nazrain jhukana ..
chand lamhon ka tawakaf …
Our phir se palkain uthana
Allah tala ne is hijaab main itni kashish rakhi hia issi leye iska hukam deya hai ![]()
our phir…
{aap se muraad : Tamam bahaya larkeyan} :k: