^ muhtraam app kay alfaaz main kafee bay ayhtyaate ka ansar ghaalib hay
mukhaalif jins main dilchispee LAINA **or **HONA do mukhtaluf Ammar hain
isee ley ISLam main perday ka hukam merdoon k ley nazrain jhukanay k sath or awrtoon ko apne zaib-o-zeenat chupanay k sath mojood hay ..fitra'tan kashish hay is ley bacha jayee....
app ka qaaida quliya agar maan liya jayee to saraay zamanay kay jhagray hee khtaam ho jaain woh jo girls college k agay BHAAIOON ka jhmghata hota hay woh yeh keh ker jaan chura lay k CODE RED sahab nay fermaya hay yeh fitree ammal hay is ley hum maazoor hain humain kuch na kaha jayee !