:aq: aisa kab hua aur kyun kar hua??
jao , hamasi hukumat say madad talab karo..yeh jang zaroor hogi
namakool dekh nahi sakhtay hum ghusay main hai!!
aap ka rukh-e-roshan dekh kar hum apna ghussa bhool gae
waisay aapmazak acha karti hain
hum gaye bhi marein ge aur bakriyaan bhi uthaein ge
un ko bhi pata chalna chahiye ke hum say dhushmani ka anjaam kya hota hai
yeh to humein aap ko kehna chahiye
:aq: kya ap bhi ab jang pe jaein ge?? waisay hum aisa nahi chahte .aap apni khabgah main jaiye aur singhar kee jiye