Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

Hijjr mOusam Mein Yeh BariSh Ka BraSna Kaisa
Aik Sehra Sey Samandar Ka gUzarna Kaisa

Aey Meray Dil Na PraiShaan Ho tAnhA Ho Kar
wO Teray Saath Chala Kab Tha BiCharna Kaisa

Jab Shajar Saath Na Dey Baar Samjh Baithey tO
Zard PatOn Ka HawaaOn Sey Ulajhna Kaisa

Gar Tabiyet Nahii Milltii Nya RiShta Na Banaien
dOnoun ChUp Chaap BiChar jAien JhaGarna Kaisa

Daikhney Mein tO kOii dArd Nahi dUkh Bhii Nahii
Phir Yeh AankhOn Mein AshkOn Ka Ubharna Kaisa

Chal mOhabbat Key Samandar Mein Utar jAtey hAin
Pyar Karna hAi tO Phir mOut Sey Darna Kaisa

Be-Waffa Kehney Kii jUrat Bhi Na Karna “Yaawar”
Us Ney IQraar Kiya Kab Tha mUkarna Kaisa

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

very Nice :k:

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

thxx shabooo :)

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

bohat khoob :k:

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

very nice :k:

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

Nice

:( baat tau such hay magar....
jaburjung sharing g

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

nice sharing sN

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

Beautiful..

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

Buhat khoob..

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

thx alll of uu u :)

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

Nice Sharing :desimunda:

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

thx arsalan :)

Re: Hijr k mausam mai yeh baaish ka barsna kaisa !!

nice sharing :)

thx daanie