Hijr aur Wisaal

Dil mein waffa ki hai talab, lab pe sawaal bhi nahin
Hum hain hisaar-e-dard mein, uss ko khayaal bhi nahin

Itna bhi uss se rabtaa, chaaoun se jitna dhoop ka
Gar ye nahin hai hijr, tho phir ye wisaal bhi nahin

Re: Hijr aur Wisaal

Bohat khoob janab...Nice sharing :)

This is the correct misra:
Itna hai uss se rabtaa, cHaaoN se jitna dhoop ka

Re: Hijr aur Wisaal

nice one :)

Re: Hijr aur Wisaal

nice!

Re: Hijr aur Wisaal

Very nice :k:

Re: Hijr aur Wisaal

thank you Zamil for correcting :slight_smile: