jub din guzar rahay thay
hum tum say keh rahay thay
mushkil hay ab bicharna
ab tum sa door rehna
tum sun ka hans diya thay
aur hum nay yah kaha tha
hum tum ko bhool jayain
tum ko yaad na aayain
sun ker tumhari batayain
hum chup sa ho gaya thay
phir tum bichar gaya thay
tum sa bichar ker hum bhi
her lamha gin rahay thay
mausum badal rahay thay
aur hum kai jul raha thay
barish ka pehla katra
jub bhi gira zameen per
hum ko youn lug raha tha
jungle pighal raha tha
her sans thee kai sakkat
khushboo bhi aur hee thee
aur rung bujh gaya thay
duniya badal gaee thee
phir dil behal gaya tha
Hum ho gaya thay aaadee
duniya ki mehfaloon kay
ab phir sa mil gaey hoo
ab hum sa keh rahay hoo
mushkil hay ab bicharna
ab tum sa door rehna
ab din guzar gaya hain
khushboo nahee rahee hay
hay asmaan bhi roshan
aur rung jul rahain hain
Wah…bohat Khoob :k:
:k:
~khoobsurat~
bohut khoob:k::k: