**
phir naye saal ki dairy
meray natawan hathoon main hay
phir say meray jazbay
mujhay majboor kartay hain
qalum betaab hay mera
phir say main is qalum say
likhooon gi is dairy main
hijar o firaq kay qissay
Aur!!!
wisaal ki dheroon duaien…!!
phir naye saal ki diary
meray natawan hathoon main hay
phir say meray jazbay
mujhay majboor kartay hain
qalum betaab hay mera
phir say main is qalum say
likhooon gi is diary main
hijar o firaq kay qissay
Aur!!!!
wisaal ki dheroon duaien...!!
Bahut hi khoobsurat nazm hai Lamhay G ...
Thanks a lot for sharing ... !