Hijar lazim Hy To Phir wasl Ka wada Kysa

Hijar lazim Hy To Phir wasl Ka wada Kysa Yun Khizan Rut Py Baharon Ka Libada Kysa

Zakhm Dy Kr To Na Tum Drd Ki Shiddat Pucho
Dard To Dard Hy, Kam Kysa, Zyada kysa?

Re: Hijar lazim Hy To Phir wasl Ka wada Kysa

Farq parta hai :emmy:
Kum ho tou insan is functional…zyadah ho tou insan isnt functional :no:

Re: Hijar lazim Hy To Phir wasl Ka wada Kysa

Disturbance choti ho keh bari kahin ka nahin chorti :(