Hijaaban

Re: Hijaaban

tauba tek singh kii rihaaishii kii aaNkheN haiN! maashaa Allah...:)

Re: Hijaaban

:eek: aap ne ek hijaban ka peecha kar ke uska ata pata maloom karlia.

Re: Hijaaban

:hayaa:

Re: Hijaaban

Ek aur shikaar.. Hijaban aa gai te cha gai

Re: Hijaaban

pur kashish ankhain , app iss hijaban ko promote kar rahay hain :@:

Re: Hijaaban

:ast: ye bohtaan hai

Re: Hijaaban

kia kareN ab to bas peechhaa karnaa hii muqaddar jaise ban gayaa hai hamaaraa :frowning:

Re: Hijaaban

rozay main to aaisay ankahin mat dekhain na. :sid:

Re: Hijaaban

la taqnatoo KKF akhi

Re: Hijaaban

kiyun aap ko Zaid Hamid yaad aa gaya

Re: Hijaaban

lol. ji

Re: Hijaaban

bajaa! 'alaamah ne bhi yeh lafz iste’maal kiyaa thaa apne ek she’r meN…bilkul saHeeH…naa ummeed nahiiN honaa chaahiye…to kia maiN 4 kii ummeed rakh saktaa huN? :wink: :cb:

Re: Hijaaban

umeed ke paise nahi lagte.. sirf ek umeed hai jo kafi expensive hoti hai, jab aap ki better half ko 9 mah tak bed rest ki tajweez milti hai :wink:

Re: Hijaaban

ummeed se ho yaa paauuN bhaarii hoN…hoN magar ek saath chaaroN ko na ho! vaise, Allah ke nek bande saal men chaar baar chaar chaar ummeed se hote haiN :cb:

Re: Hijaaban

uss kee khoobsoorat aankhon ka hijaab say kya taluq. :nahi:

Re: Hijaaban

shayar kehte hai asal kaam aankhon se hota hai

Re: Hijaaban

Kisi k bandi hojaiye

Koi baeriyan daalne wali le aaiye:crying:

Re: Hijaaban

Baja farmaya aap ne:clap:

Aankhon k zariye dill mein utar jaati hain cheezein:smokin: