Aik nain aitaraz kia kay phir urdu bhi bolo mujhay unka naam yaad naheen.
Mazhab aur zuban alag alag hain. Zuban to koi bhi boli ja sakti hai laikin muzhub musalmanon ka sirf aik hi rahta hai. Zuban badalnay say muzhab naheen badalta.
Bura lagay to maazrat chahti hoon.
Isi tarha libas bhi koi sa pehan saktain hain bus islami taqazon kay mutabiq ho yani jism ki numaish na ho aur na zahir ho.