shagufta dil ki sada main, rang-e-chaman main aao
koi b rut ho, bahar k peerhan main aao
koi safar ho tumhi ko manzil samaj k jaon
koi musaafat ho tum meri hi lagan main aao
kabhi to aisa ho k logon ki baatain sun kar
meri taraf tum bhi raqabaton ki jalan main aao
ye kyun hamesha meri talab hi tumhe sada de
kabhi to khud bhi sapurdagi ki thakan main aao !
Re: HI , its me ......!
Hi,Its nice........
ye kyun hamesha meri talab hi tumhe sada de
kabhi to khud bhi sapurdagi ki thakan main aao