Khud ko fareb do ki na ho talKh zindagii
har sangdil ko jaane-e-vafaa kah liyaa karo
[Qateel Shifai]

Re: Her sangdil ko jaan e vafa keh liya karo
Jaan e wafa koi gaali to nahin
Re: Her sangdil ko jaan e vafa keh liya karo
Pehlay hua kerti hogi ..aaj kal tou fashion hai ![]()
Re: Her sangdil ko jaan e vafa keh liya karo
jaise kisi zamane main ladkiyon ka ladko ko yaar kehna mayoob samjha jata tha
Re: Her sangdil ko jaan e vafa keh liya karo
Ab yeh unka mehboob mashghala hai ![]()
Re: Her sangdil ko jaan e vafa keh liya karo
ab yaar mehboob ke maani main istemaal nahin hota na ![]()
Re: Her sangdil ko jaan e vafa keh liya karo
Jotay paRwany waly mashwary