Husan walon main mashhor hy ye adat apni![]()
Piyar milta hai jahan sar ko jhuka laity hain:wink:
Re: Her kisi se kahan milti hai tabiyat apni
kashtian sahil pe aksar dobti hain piyar ki:lajawab:
Is per Mujhe Shah Rukh ki punjabi davedas ki line yad a gai
" Mera scoter wahan waja jahan rush kam tha"![]()
Re: Her kisi se kahan milti hai tabiyat apni
Both songs .....excellent.
Re: Her kisi se kahan milti hai tabiyat apni
How about these two:faizy:
Shru ky ashaar ghur se suno zabrdast hain:)
@ 4;45
duniya bari bawri pathar pojny jaay(pathar ke sanam:D)
Ghar ki chaki koi na pojy jis ka peesa khay![]()
Re: Her kisi se kahan milti hai tabiyat apni
**Akhir woh matlab pa liya Murshid ny ju ham se kaha![]()
*Bin ishq-e-dilabr ky Sachal Kiya kufar kiya Islam hai:k:
*
Arry logon tumhara kiya
main janon meh,nda khuda jany
Ju zar mango tu be-zar hon
ju sar mango tu hazir hon{Aj kal ke ashiqon ke paass tu na ZAR na SAR:D}
Mukh moron tu kafar hon
main janun meh,nda khuda jany:music:
**