Her Haqeeqat Majaaz Hoo Jaiy
Kafiroun Key Nimaaz Hoo Jaiy
Minnat-e-Chaarasaaz Kun Karay
Dard Jub Jaan Niwaz Hoo Jaiy
Ishq Dil Main Rahay Tu Ruswaa Hoo
Lub Pay Aaiy Tu Raaz Hoo Jaiy
Lutf Ka Intizaar Karta Hun
Jour Taa Had-e-Naaz Hoo Jaiy
Umer Baysoud Kat Rahee Hai Faiz
Kaash Afshaa-e-Raaz Hoo Jaiy…
S.786 leejiay Shaair Badal Diya Abh Khush:)
Re: Her Haqeeqat Majaaz Hoo Jaiy
buhat khoob..
Re: Her Haqeeqat Majaaz Hoo Jaiy
buhat khoob..
Thank u:)
Re: Her Haqeeqat Majaaz Hoo Jaiy
nice sharing muddi g :)
Re: Her Haqeeqat Majaaz Hoo Jaiy
Gud one muddi jee :k:
Re: Her Haqeeqat Majaaz Hoo Jaiy
nice sharing muddi g :)
Thank u NJ:)
Re: Her Haqeeqat Majaaz Hoo Jaiy
Thank u SID:)