Her dawa dard ko barha hi day

Jis kay chehrey pe meri aankheeN hain
woh mujee ta’an-e-kamnighahi day

jaankuni kay a’azaab say niklooN
aakhri teer bhi chala hi day

ab to jaisey Faraz bad-e-muraad
zindgi ka diya bujha hi day

niceeeeeee:k:

nice :)

wah very nice !

Khoob …:k:

:crying: ap ronei wale poetry he kiu post kerte:crying:

ab to jaisey Faraz bad-e-muraad
zindgi ka diya bujha hi day

diya bhuja hi de.
wah, zabardast. :-)

Rameesha Jii hum nay Aap say kyaa kahaa thaa :-(

zabur10 :k: